KYON AISA HOTA HAI ?

Kyon aisa hota hai
Jinhe dil chahta hai
Wo dil ko bada tadpate hain
Kyon har pal milne ko tarsate hain
Kyon lagti hai jindagi adhuri un bin
Kyon khayal rahata hai unhi ka rat din
Kyon ho jata hai unbin jina na- mumkin

Mai janta hu itna bahte jana acha nahi
Unki aadat ho jana acha nahi
Par kya karu dil hai k manta nahi
Unke siva kuch sochta hi nahi
Unke sath k siva kuch mangta nahi
Meri khata kya hai samjhao mujhe
Mera dil mere bas me nah

Comments

Popular posts from this blog

TUJHI AATHVAN KHUP YETE

KAS SANGU TULA

FAKT TUZYA SATHI